UPI ATM se Paisa kaise nikale image

UPI ATM se paisa kaise nikale ? | How to withdraw Money From UPI ATM?

Share Now

Ab ATM se paisa withdraw kar ne ke liye ATM Card ya Debit Card ki jarurat nahi hai, ab Mobile UPI se QR Code Scan kar ke paisa aasani se nikala jaa sakta hai. Is Machine ko National Payment Corporation of India (NPCI) ne Develop kiya hai.

Pichle saal 2022 me Reserve Bank Of India ne ek Circular jaari kar ke sabi Bank UPI ke jariye paisa Withdrawl karne ki subidha upalbdh karne ka nirdesh diya tha.

UPI ATM se paisa kaise nikale?

  • ATM Machine par Card Less Cash Option par Click kare.
  • Fir Screen par 100, 500, 1000, 2000, aur 5000 Show karega , Apne hisab se Amount Choose kare.
  • Screen par QR Code Display hoga. usi QR Code ko apni mobile ke UPI App par Scan kariye.
  • UPI Pin Dijiye
  • Paisa ATM se bahar ajayega.

Kya sabhi UPI is ATM par kaam karega?

Jis App UPI ki Sevice Provide karta hai wo yahan kaam karega.

Abhi kis sahar me UPI ATM upalabdh hai?

Mumbai me chal rahe abhi ye ATM GLOBAL FINTECH FEST me dikhaya gaya hai.waise to abhi kisi bhi sahar me upalabdh nahi hai .dhire dhire All over India me ye subidha upalabdh hoga.

UPI ATM se ek baar me kitna paisa niakala ja sakta hai?

UPI ATM se ek baar me 10,000 rupya tak nikala jasakta hai

Abhi bhi Card ke bina ATM se paisa nikala jaa sakta hai. Ye kaise alag hua?

Card less option par mobile par OTP aadharit hai lekin UPI me QR Code Scan hota hai.

State Bank Transit Card Kya hai


Posted

in

,

by

Tags:

Comments

One response to “UPI ATM se paisa kaise nikale ? | How to withdraw Money From UPI ATM?”

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *